Five Qualities of a Sadhak
1. Shanshilta
Krodh ka karan ho par krodh na aane paye
Apman koi kare, to feeling na ho
2 Sansarik bataon me ruchi na ho YA Samay barbad na karo
Ek schan ke liye bhi sansarik bato ki taraf man na jane paye
Dusro ki burai mat suno. Dosro ki life par discussion na karo.
3. Paanch Indriyon ke vishiyon ki ruchi samapt ho jaye
Sab kuch bhagvan ka hi parasaad hai, maan kar grahan karen
pahhne ka kapda, khane me sadgi ho, Jewellary etc me attachment na ho.
4. Sammaan(Repsect) me Vibhor naa ho
Apman me vibhor ho jaye sadhak
5 sabse important, Kabhi Nirashan na aane paye
Hamesa apni sadhna, aur Hari-Guru pe poorn vishvash ho.
Agar yeh sab quaities sadhak me ho to, vo bahut tirv gati se sadhna path pe aage badta hai.
Radhe Radhe